Chaman ko hum ne khud apne lahoo se sichaa hai. Humein bahaar peh dawa hai apne haqu ki tarah. -=(S.D)=- Ek ek boond hum neh lahoo ki nisaar ki. Dekhi gai nah hum se udasi bahaar ki. -=(S.D)=- Khushq kaante sajaye baitha hoon. Sochta hun bahaar aayengi. -=(S.D)=- Fasle baharo k rah bhul jate hai. Jab hinai haathon mein chudyaan khanakti hai. -=(S.D)=- Aati ragengi u hi kheza bhi bahaar bhi. Yeh azm kar chuke hai faqat gungunayenge. -=(S.D)=- Bahaar mein jo mujhe rind kahrahe hai aziz. Woh parsa bhi kahenge mujhe bahaar k baad. -=(S.D)=- Tumhare aane se har su bahaar aati hai. Tumhara jaana qyamat se kam nahi hota. -=(S.D)=- Dhondhnd wale ko mil jati hai khud mauj-e-bahaar. Har gulistaan mein khizaan ho yeh zaruri toh nahi. -=(S.D)=- Aate bhi nah apne gulastaan ko chorh kar. Hum ek haseen bahaar keh dhoke mein aagaye. -=(S.D)=- Gulstaan k inqelab neh bedaar kardiya. Hum so rahe the saya-e-fazal bahaar mein. -=(S.D)=-
Latest Shayari sms jokessms desi
Counter
2574Online
1